Back to Languages

Urdu - Chapter 110 - An-Nasr

Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim — Permalink

Verse 1 — Surah An-Nasr 110:1

jab Allah ki madad aur fateh aa jaaye

Verse 2 — Surah An-Nasr 110:2

aur tu logo ko Allah ke deen mein jauq dar jauq ata dekh le

Verse 3 — Surah An-Nasr 110:3

tu apne rab ki tasbih karne lag, hamd ke saath aur us se maghfirath ki dua maang, beshak wo bada hee tauba qubool karne waala hai