Back to Languages

Urdu - Chapter 111 - Al-Masad

Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim — Permalink

Verse 1 — Surah Al-Masad 111:1

abu lahab ke duno haath toot gaye aur wo (khud) halaak ho gaya

Verse 2 — Surah Al-Masad 111:2

na to us ka maal us ke kaam aaya aur na us ki kamaayi

Verse 3 — Surah Al-Masad 111:3

wo an qareeb bhadakne waali aag mein jayega

Verse 4 — Surah Al-Masad 111:4

aur us ki biwi bhi (jayegi) jo lakdiyaa dho-ne waali hai

Verse 5 — Surah Al-Masad 111:5

us ki gardan mein posth khajoor ki bati hoyi rassi hogi