Back to Languages

Urdu - Chapter 110 - An-Nasr

Translation by Muhammad Junagarhi — Permalink

Verse 1 — Surah An-Nasr 110:1

Jab Allah ji madad aur fatah ajaye

Verse 2 — Surah An-Nasr 110:2

Aur tu logon ko ALLAH kay deen mein jok dar jok aata dekh lay

Verse 3 — Surah An-Nasr 110:3

To apnay rabb ki tasbeeh karney lag hamd kay sath aur uss say maghfirat ki dua maang bey shak woh bara hi tauba qabool karney wala hai